शायरी...

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Unhe muskurana jo pasand tha humari bewkufiyoN pe,
To hum v jaan boojh kar bekufiyaaN karte gaye,
Fir ek din vo tanha akela chod gaye hume, keh ke,
ki "Taish" tum bewkufiyaaaN bahut kiya karte ho...


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...
******************************

No comments: